9:59 PM
1














Jate Jate wo mujhe achi nishani de gaya
umar bhar duhraun ga esi kahani de gaya

Us se main kuch pa sakun esi kahan umed thi
gham bhi wo shayad bara-e-mehrbani de gya

Sab hawaen le gya mere samandar ki koi
aur mujh ko ek kashti badbani de gya

Khair main pyasa rha par us ne itna to kia
meri palkon ki qataron ko wo pani de gya

Ghazal Sung by Jagjit Singh Ghazal Lyrics Designed by Umair Ali for Art Photo Gallary

1 COMMENTS: