1:09 AM



















Moon ke bat sune har koi dil k dard ko janey kon
aawazon kee bazaron main khamoshi pehchane kon

Sadyon Sadyon wohi tamasha rasta rasta lambi khoj
Laikin jab hum mil jate hain kho jata hai jane kon

wo mera aaena hai ya main us ki parchae hoon
mere hee ghar main rehta hai mere jesa jane kon

kiran kiran alsata sooraj palak palak khultee neend
dheeme dheeme bikhar rha hai zara zara janey kon

0 COMMENTS:

Post a Comment